SEARCH RESULTS
Showing search results for "nashsha-e-iqtidaar"
Sher MATCHES FOR "nashsha-e-iqtidaar"
Sher
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Sher
ajab thaa nashsha-e-vaaraftagii-e-vasl use
vo taaza-dam rahaa mujh ko niDhaal kar ke bhii
Arif Imam
Sher
nashsha-e-hosh cha.Dhaa jaataa hai rafta rafta
zindagii phir se hu.ii jaatii hai mub.ham mub.ham
Sifar Sharma
Sher
nashsha-e-husn me.n sarshaar chalaa jaataa hai
shab-e-taariik hai dildaar KHudaa ko sau.npaa
Meer Mohammadi Bedar
Sher
nashsha-e-husn ko is tarah utarte dekhaa
aib par apne ko.ii jaise pashemaa.n ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Sher
taa-marg mujh se tark na hogii kabhii namaaz
par nashsha-e-sharaab ne majbuur kar diyaa
Aagha Akbarabadi
Sher
nashsha-e-shauq-e-safar TuuTaa to ehsaas hu.aa
jis jagah kaa hame.n honaa thaa vahii.n ke na rahe
Majaz Aashna
Sher
Shah Naseer
Sher
mai.n zaar zaar shab-e-intizaar me.n tanhaa
'ufuq kaa rang mirii chashm ke ayaaG me.n hai
Saleem Akhtar Mikrani
Sher
raste kaa intiKHaab zaruurii saa ho gayaa
ab iKHtitaam-e-baab zaruurii saa ho gayaa
Aitbar Sajid
Sher
Ahmad Husain Mail
Sher
dil lutf-e-intizaar kaa ummiid-vaar thaa
vo dastyaab ho gayaa taaKHiir ke baGair
Aafreen Faheem Aafi
Sher
kotaah umr ho ga.ii aur ye na kam hu.ii
ai jaan aa ke tuul-e-shab-e-intizaar dekh
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
us bevafaa se kar ke vafaa mar-miTaa 'razaa'
ik qissa-e-taviil kaa ye iKHtisaar hai
Aal-e-Raza Raza
Sher
ban.ne lage hai.n daaG sitaare KHushaa nasiib
taariik aasmaan shab-e-intizaar thaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Sher
sahraa-e-intizaar me.n rahnaa hai umr-bhar
zaad-e-safar me.n sirf kafan chaahiye mujhe