SEARCH RESULTS
Showing search results for "nashsha-e-iqtidaar"
Ghazal MATCHES FOR "nashsha-e-iqtidaar"
Ghazal
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
dil-o-nigaah pe kyuu.n chhaa rahaa hai ai saaqii
ye terii aa.nkh kaa nashsha sharaab se pahle
A G Josh
Ghazal
ye ahl-e-eqtidaar hai.n do chaar roz ke
ham hai.n hame.n to jiinaa hai ham ko davaam hai
Kundan Aravali
Ghazal
yahii tilism to aivaan-e-eqtidaar me.n hai
ki KHud ko banda-e-aajiz KHudaa dikhaa.ii de
Masood Qureshi
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
jab se badlaa hai zamaane kaa nizaam-e-eqtidaar
raahzan karte hai.n manzil kii nigahbaanii kii baat
Waris Riyazi
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
saaGar ik aur bhii de piir-e-muGaa.n 'kaifii' ko
nashsha-e-be-KHudii-e-ishq me.n vo chuur nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
ba.Dhne lagaa thaa nashsha-e-taKHliiq-e-aab o KHaak
vo chaak uThaa ke chal diyaa kuuza uThaa ke mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
taaza nahii.n hai nashsha-e-fikr-e-suKHan mujhe
tiryaakii-e-qadiim huu.n duud-e-charaaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dard-aagii.n hii sahii barbat-e-pas-manzar-e-bazm
nashsha-e-haa-e-lab-o-ruKHsaar ko kaise chho.Duu.n