SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazmiya"
Sher MATCHES FOR "nazmiya"
Sher
kis qadar bad-naamiyaa.n hai.n mere saath
kyaa bataa.uu.n kis qadar tanhaa huu.n mai.n
Anwar Shuoor
Sher
ho na paa.e jab mukammal ishq kaa qissa to phir
shohrate.n rahne do ab gum-naamiyaa.n hii Thiik hai.n
A.R Sahil 'Aleeg'
Sher
husain rif.ate.n taqsiim kartaa hai ab bhii
yaziid aaj bhii rusvaa.iyaa.n sameTtaa hai
Nadiya ambar lodhi
Sher
nasiib ho.ngii use kaamyaabiyaa.n 'nazmii'
KHushii ke saath jo har imtihaa.n se guzregaa
Nazmi Sikandrabadi
Sher
Aatif Waheed Yasir
Sher
paa-ba-jaulaa.n to har ik shaKHs yahaa.n hai 'amabar'
tirii zanjiir hii kyuu.n shor bapaa kartii hai
Nadiya ambar lodhi
Sher
zinda rahte hai.n kyaa ye kaafii nahii.n
ko.ii laazim hai ki phir KHush bhii ho.n
Nadiya ambar lodhi
Sher
bas chand ham-KHayaal hai.n 'ambar' mujhe aziiz
behis jamm-e-Gafiir nahii.n chaahiye mujhe
Nadiya ambar lodhi
Sher
Dare.nge log vafaa ke KHayaal se 'nazmii'
mirii vafaa.o.n kaa jis din sila milegaa mujhe
Nazmi Sikandrabadi
Sher
nazar-andaaz karnaa to bahut aasaan hai lekin
nazar-andaaz hone se bahut takliif hotii hai
Nazia Nazi
Sher
'ambar' us ke biite kal kaa qissa huu.n mai.n
phir kaahe kaa shauq ki us ko yaad bhii huu.n mai.n
Nadiya ambar lodhi
Sher
Nabiya Irfan
Sher
nashtar tire alfaaz hai.n lagte hai.n ye dil par
gar qatl hii karnaa hai to ik vaar me.n karnaa