SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazmiya"
Ghazal MATCHES FOR "nazmiya"
Ghazal
miT jaa.egaa sar gar tiraa patthar na ghisegaa
huu.n dar pe tire naasiya-farsaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
namiida-KHuu hai ye miTTii har ek mausam me.n
zamiin-e-dil hai tarastii nahii.n ghaTaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
is qadar ham ho chuke rusvaa vafaa ke naam par
ab sharaafat chho.D dii bad-naamiyaa.n hii Thiik hai.n
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
bahtii hu.ii ye nadiyaa ghulte hu.e kinaare
ko.ii to paar utre ko.ii to paar guzre
Meena Kumari Naz
Ghazal
Akhtar Nazmi
Ghazal
har mahiine me.n jo ye badr se hotaa hai hilaal
aastaa.n par tire mah naasiya saa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
merii duukaan kii chiize.n nahii.n biktii 'nazmii'
itnii tafsiil KHariidaar ko de detaa huu.n
Akhtar Nazmi
Ghazal
dhar paa.nv aastaa.n pe ki is aarzuu me.n aah
kii hai kisii ne naasiya-saa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Ghazal
sar miraa kaaT ke dahliiz par apnii rakh do
shauq baaqii hai abhii naasiya-farsaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kis qadar bad-naamiyaa.n hai.n mere saath
kyaa bataa.uu.n kis qadar tanhaa huu.n mai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
hazaaro.n rog to paale hu.e ho tum 'nazmii'
bachaane vaalaa kahaa.n tak tumhe.n bachaa.egaa