SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazriya"
Sher MATCHES FOR "nazriya"
Sher
nazraana tere husn ko kyaa de.n ki apne paas
le de ke ek dil hai so TuuTaa hu.aa saa hai
Shahryar
Sher
ab is ke tasavvur se bhii jhukne lagii.n aa.nkhe.n
nazraana diyaa hai jise mai.n ne dil o jaa.n kaa
Ahmad Rahi
Sher
husain rif.ate.n taqsiim kartaa hai ab bhii
yaziid aaj bhii rusvaa.iyaa.n sameTtaa hai
Nadiya ambar lodhi
Sher
ye hai aavaara-tabii.at aur vo naazuk-mizaaj
mai.n dil-e-vaarafta nazr-e-yaar kar saktaa nahii.n
Mirza Asman Jah Anjum
Sher
paa-ba-jaulaa.n to har ik shaKHs yahaa.n hai 'amabar'
tirii zanjiir hii kyuu.n shor bapaa kartii hai
Nadiya ambar lodhi
Sher
zinda rahte hai.n kyaa ye kaafii nahii.n
ko.ii laazim hai ki phir KHush bhii ho.n
Nadiya ambar lodhi
Sher
bas chand ham-KHayaal hai.n 'ambar' mujhe aziiz
behis jamm-e-Gafiir nahii.n chaahiye mujhe
Nadiya ambar lodhi
Sher
nazar-andaaz karnaa to bahut aasaan hai lekin
nazar-andaaz hone se bahut takliif hotii hai
Nazia Nazi
Sher
Badr-e-Alam Khalish
Sher
'ambar' us ke biite kal kaa qissa huu.n mai.n
phir kaahe kaa shauq ki us ko yaad bhii huu.n mai.n