SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazriya"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nazriya"
Ghazal
log mere baare me.n kuchh alag hii kahte hai.n
mujh se mil ke dekhe.n to nazriya badal jaa.e
Anees Sultana
Ghazal
ham sii faaKHtaa.o.n kaa tum se ja.ngjuu.o.n se
aaj bhii to kal jaisaa nazriya nahii.n miltaa
Iman Qaisrani
Nazm
hijrat
tumhaaraa ko.ii maz.hab ko.ii nazriya nahii.n hai
peT kii bhuuk se jins kii aasuudgii tak
Nadiya ambar lodhi
Ghazal
tumhe.n pata hai ki tum kis liye hu.e ho zaliil
tumhaare paas ko.ii apnaa nazriya nahii.n hai
Waqar Khan
Ghazal
merii vahdat kaa nazriya hai zamaane se judaa
kin kii aavaaz ko kahte hai.n ham asraar-e-ishq
Dr. Mobashshera Sadaf 'Ghazal'
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nazriya"
Ghazal
aap to apnii anaa se nahii.n nikle baahar
mujh se kahte hai.n ki mai.n nazriya tabdiil karuu.n
Ambar Abid
Nazm
wirasat
mere ehsaas o KHayaalaat nazriya imkaa.n
tuu ne hii baa.ndhe mire saath ke saaz-o-saamaa.n
Ashok Lal
Ghazal
nazriya badal jaa.e yaa nazar badal jaa.e
baal aa hii jaate hai.n dil ke aabgiino.n me.n
Zafar Aziz
Ghazal
ab apne biich kahaa.n aise log hai.n 'aaqib'
jo sirf baat nahii.n nazriya samajhte hai.n
Khan Hasnain Aqib
Nazm
mera nazriya-e-sher
sher kyaa hai husn kii har ek shai me.n justujuu
ik nigaar-e-husn se parde ke piichhe guftuguu




