SEARCH RESULTS
Showing search results for "ohda-baraa"
Sher MATCHES FOR "ohda-baraa"
Sher
fikr-e-ma.aash o ishq-e-butaa.n yaad-e-raftagaa.n
in mushkilo.n se ahd-bar.aa.ii na ho sakii
Tilok Chand Mahroom
Sher
sab se ba.Daa fareb hai KHud zindagii 'adaa'
is hiila-juu ke saath hai.n ham bhii bahaana-saaz
Ada Jafarey
Sher
kaam kuchh to kiijiye apnii baqaa k vaaste
inqilaabii naam se to inqalaab aataa nahii.n
Ehya Bhojpuri
Sher
ye intizaar na Thahraa ko.ii balaa Thahrii
kisii kii jaan ga.ii aap kii adaa Thahrii
Naseem Amrohvi
Sher
'umr-bhar 'ahd-e-ta'alluq ke nigah-daar rahe
apne baare me.n ko.ii KHvaab na dekhaa ham ne
Fasih Akmal
Sher
ho.nTo.n ko phuul aa.nkh ko baada nahii.n kahaa
tujhko tirii adaa se ziyaada nahii.n kahaa
Asim Wasti
Sher
shoKHii se har shaguufe ke Tuk.De u.Daa diye
jis Gunche par nigaah pa.Dii dil banaa diyaa
Riyaz Khairabadi
Sher
zabaa.n se dil kaa fasaana adaa kiyaa na gayaa
ye tarjumaa.n to banii thii magar banaa na gayaa
Ijtiba Rizvi
Sher
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Sher
Shah Naseer
Sher
paanii nikal ke dasht me.n jaarii hai jaa-ba-jaa
yaa-rab gayaa hai kaun ye sar par u.Daa ke KHaak
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Sher
nik.hat-e-saaGar-e-gul ban ke u.Daa jaataa huu.n
liye jaataa hai kahaa.n baada-e-sar-josh mujhe