SEARCH RESULTS
Showing search results for "ohda-baraa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ohda-baraa"
Ghazal
mansab-e-ishq se kuchh ohda-baraa mai.n hii hu.aa
tere kuuche me.n sar-afraaz-e-vafaa mai.n hii hu.aa
Syed Kashif Raza
Ghazal
zeb detii nahii.n 'nasrii.n' ko ye duniyaa-daarii
kis tarah ohda-baraa hove zehaanat naazuk
Sabiha Nasreen
Nazm
ek KHayal
is naa-diidanii se ohda-baraa hone ke liye
varnaa dekhnaa ek ahmaqaana tasavvur hai jise
Ahmad Javaid
Kulliyat
aisii hii zabaa.n hai to kyaa ohda-baraa ho.nge
ham ek nahii.n kahte tum laakh sunaate ho
Meer Taqi Meer
Ghazal
kahaaniyo.n kii fazaa bhii use thii raas 'aKHtar'
haqiiqato.n se bhii ohda-bar-aa hu.aa thaa bahut
Akhtar Hoshiyarpuri
MORE MATCHES FOR "ohda-baraa"
Ghazal
na hu.aa raah-e-mohabbat me.n ko.ii ohda-baraa
jo subuk-dosh hu.aa vo bhii giraa.n-baar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
al-amaa.n dekh ke dilbar ko malak kahte hai.n
aah phir ohda-baraa is se bashar kyuu.nkar ho
Miir Sher Ali Afsos
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
gulshan-e-dahr kii fazaa ab nahii.n sogvaar kyaa
daur-e-KHizaa.n se ho ga.ii ohda-baraa bahaar kyaa
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
husn ke haq se ko.ii ohda-bar-aa kyaa hogaa
ishq kaa haq bhii adaa ham se kahaa.n hotaa hai
Bismil Saeedi
Ghazal
meraa sar hai is zaKHm-e-lutf se jhukaa hu.aa
us kaa dil bhii Gam se mere ohda-baraa kaise ho
Zafar Ghauri
Ghazal
ohda-bar-aa jo honaa thaa 'ahd-e-vafaa se aaj
ham kyaa subuk siraa na mile hai.n qazaa se aaj