aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "order"
dukh udaasii malaal Gam ke sivaaaur bhii hai ko.ii makaan me.n kyaa
saavan kii is rim-jhim me.nbhiig rahaa hai tanhaa chaa.nd
jis kaa Dar thaa vahii hu.aa yaarovo faqat ham se hii KHafaa niklaa
ba.Dii mushkil se bahlaayaa thaa KHud koachaanak yaad terii aa ga.ii phir
kitnaa pyaaraa lagtaa haihotaa hai jab puuraa chaa.nd
chho.D ke mujh ko kyaa gayaa vo shaKHstab se sab kuchh hii luT gayaa meraa
ik ajab shor bapaa hai andarphir se dil TuuT rahaa hai shaayad
jo milaa to.Dtaa gayaa us kodil lagaa thaa miraa hazaaro.n se
kyaa KHabar kyaa KHataa mirii thii ki jomujh se ruuThaa rahaa KHudaa meraa
aur to ko.ii thaa nahii.n shaayadraat ko uTh ke mai.n hii chiiKHaa thaa
kuchh havaa kaa bhii haath thaa varnaparda yuu.n hii hilaa nahii.n hotaa
ab kisii kaam ke nahii.n ye rahedil vafaa ishq aur tanhaa.ii
raaz-daa.n hote hai.n vo ghar aksarjin gharo.n me.n dhu.aa.n nahii.n hotaa
dil ke KHuu.n se bhii sii.nch kar dekhaape.D kyuu.n ye haraa nahii.n hotaa
kyaa KHabar kab baras ke TuuT pa.Dehar taraf aisii hai ghaTaa chhaa.ii
KHuub thii ab magar badal sii ga.iitere is shahr kii ye tanhaa.ii
bas vahii merii aaKHirii shab thiichaa.nd jis raat mujh se ruuThaa thaa
sadaa har baar dohraayaa gayaa huu.nmai.n naGme kii tarah gaayaa gayaa huu.n
ko.ii tohfa na haar chaahtaa huu.nmai.n faqat teraa pyaar chaahtaa huu.n
KHvaahishe.n bhii zaruurii hai.n lekinzindagii KHvaahisho.n kii dushman hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books