SEARCH RESULTS
Showing search results for "paak-saaf"
Sher MATCHES FOR "paak-saaf"
Sher
gunaah kar ke bhii ham ri.nd paak-saaf rahe
sharaab pii to nadaamat ne aab aab kiyaa
Jaleel Manikpuri
Sher
Akhtar lakhnvi
Sher
tiikhe to ho pa sach kaho us vaqt kyaa karo
tum ko gale lagaa le agar pyaar se ko.ii
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
mandir bhii saaf ham ne kiye masjide.n bhii paak
mushkil ye hai ki dil kii safaa.ii na ho sakii
Tilok Chand Mahroom
Sher
phir kahii.n baiTh ke pii jaa.e ikaTThe chaa.e
phir ko.ii shaam kaa pal saath guzaaraa jaa.e
Iman Qaisrani
Sher
havaa.e.n shahr kii aaluuda-e-kasaafat hai.n
ye saaf-suthraa-pan aur ye nafaasate.n jhuuTii
Aslam Emadi
Sher
chaa.nd taare to.D laanaa ye bhii ko.ii kaam hai
har qadam par saath mere umr-bhar chal ke dikhaa
Raghvendra Dwivedi
Sher
kitnaa tanik safaa hai ki paa-e-nigaah kaa
halkaa saa ik Gubaar hai chehre ke rang par
Nazeer Akbarabadi
Sher
Tariq Islam Kukravi
Sher
milnaa aur bichha.D jaanaa kisii raste par
ik yahii qissa aadamiyo.n ke saath rahaa
Sarvat Husain
Sher
havaa ke saath jo ik bosa bhejtaa huu.n kabhii
to shola us badan-paak se nikaltaa hai
Zafar Iqbal
Sher
likkhaa hai taariiKH ke saf.he saf.he par ye
shaaho.n ko bhii daas banaayaa jaa saktaa hai