SEARCH RESULTS
Showing search results for "paak-saaf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paak-saaf"
Sher
gunaah kar ke bhii ham ri.nd paak-saaf rahe
sharaab pii to nadaamat ne aab aab kiyaa
Jaleel Manikpuri
Nazm
saf laDki
vaah ye la.Dkii hai kitnii paak saaf
saaf kap.De saaf chehra naak saaf
Kaifi Hyderabadi
Ghazal
dil jis kaa aa.ine kii tarah paak-saaf hai
kyaa baat hai zamaana usii ke KHilaaf hai
saabir jauharii
BOOKS MATCHES FOR "paak-saaf"
MORE MATCHES FOR "paak-saaf"
Ghazal
yaa-rab mirii Gazal ko 'ibaadat me.n Dhaal de
alfaaz paak-saaf muqaddas KHayaal de
Tazeem Arzan Amrohi
Ghazal
gavaahii dene lagaa thaa mire KHilaaf badan
nashe me.n chhuu na sakaa mai.n vo paak-saaf badan
Mehshar Afridi
Ghazal
bazm se saaqii ke ham se rind nikle paak-saaf
apnaa ab ka.abe me.n pahu.nchegaa musallaa ik aur
Hatim Ali Mehr
Ghazal
paak-saaf aisii hai jis ne pii farishta ban gayaa
zaahido ye huur ke daaman me.n hai chhaanii hu.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
maashuuq-e-jaavedaa.n ko rijhaane ke vaaste
kap.Do.n se ba.Dh ke qalb-o-jigar paak-saaf rakh
Mohammad Shafi Sitapuri
Ghazal
faisal jo paak saaf the aazaad ho ga.e
mai.n thaa asiir-e-hirs-o-havas chiiKHtaa rahaa