SEARCH RESULTS
Showing search results for "par-fashaan-e-sokhtan"
Sher MATCHES FOR "par-fashaan-e-sokhtan"
Sher
'farhat' tire naGmo.n kii vo shohrat hai jahaa.n me.n
vallaah tiraa ra.ng-e-suKHan yaad rahegaa
Farhat Kanpuri
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
vo raat aa.e ki sar teraa le ke baazuu par
tujhe sulaa.uu.n bayaa.n kar ke mai.n fasaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Sher
be-takalluf aa gayaa vo mah dam-e-fikr-e-suKHan
rah gayaa paas-e-adab se qaafiya aadaab kaa
Muneer Shikohabadi
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
Major Julian Feliz Talib
Sher
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
ai 'mus.hafii' tuu aur kahaa.n sher kaa da.avaa
phabtaa hai ye andaaz-e-suKHan 'miir' ke mu.nh par
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ruu-e-suKHan hai kiidhar ahl-e-jahaa.n kaa yaa rab
sab muttafiq hai.n is par har ek kaa KHudaa hai
Meer Taqi Meer
Sher
Charagh Sharma
Sher
kaun dariyaa-e-mohabbat se utar saktaa hai paar
kashtii-e-farhaad aaKHir koh se Takraa ga.ii
Munawar Khan Ghafil
Sher
tujh ko kho kar mujh par vo bhii din aa.e
chhup na sakaa dukh piichhe ka.ii naqaabo.n ke
Farhat Shahzad
Sher
ik saliib-e-vaqt par sayyad himaayat me.n mirii
jab ko.ii bolaa nahii.n mai.n intiqaaman chup rahaa
Farhan Saiyed
Sher
Agha Shayar Qazalbash
Sher
sambhaalaa hosh to marne lage hasiino.n par
hame.n to maut hii aa.ii shabaab ke badle
Sukhan dehlvi
Sher
namii sii thii dam-e-ruKHsat kuchh un ke aa.nchal par
vo ashk the ki pasiina mai.n sochtaa hii rahaa