SEARCH RESULTS
Showing search results for "par-fashaan-e-sokhtan"
Ghazal MATCHES FOR "par-fashaan-e-sokhtan"
Ghazal
shaam-e-Gam me.n soz-e-ishq-e-aatish-e-ruKHsaar se
par-fashaan-e-soKHtan hai.n suurat-e-parvaana ham
Mirza Ghalib
Ghazal
umiid thii ki masarrat ke giit gaa.e.nge
magar hanuuz zabaa.n par fasaana-e-Gam hai
Faizi Nizam Puri
Ghazal
dil me.n ho dard-e-ishq labo.n par fuGaa.n na ho
mumkin nahii.n ki aag lage aur dhu.aa.n na ho
Raunaq Badauni
Ghazal
Mahmood Rampuri
Ghazal
damak rahaa hai jabiin-e-davaam par farhaad
sharaar-e-tesha farozaa.n hai mash.alo.n kii tarah
Sadique Naseem
Ghazal
Waheed Akhtar
Ghazal
kisii ko jis kii ko.ii ibtidaa na mil paa.e
usii fasaana-e-hastii kaa iKHtitaam hai.n ham
Ameer Imam
Ghazal
tirii nigaah-e-mohabbat kaa aasraa paa kar
fasaana-e-sitam-e-rozgaar kahtaa huu.n
Hurmatul Ikaram
Ghazal
Abid Wadood
Ghazal
raah-gum-karda hai.n qadmo.n ke nishaa.n hote hu.e
be-gharii kaa dard sahte hai.n makaa.n hote hu.e
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
vo rah-o-rasm na vo rabt-e-nihaa.n baaqii hai
phir bhii is dil ko mohabbat kaa gumaa.n baaqii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
vahii zid un ko hai vahii hai haT
un kii chaahii nahii.n hai ye jhanjhaT
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
mirii umr-e-ravaa.n hai aur mai.n huu.n
ye jins-e-raa.egaa.n hai aur mai.n huu.n
Jagan Nath Azad
Ghazal
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
jiite jii KHud se mohabbat me.n guzarnaa hai mujhe
suurat-e-mauj-e-ravaa.n miT ke ubharnaa hai mujhe