SEARCH RESULTS
Showing search results for "parchii"
Sher MATCHES FOR "parchii"
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
Unknown
Sher
zulm sahnaa bhii to zaalim kii himaayat Thahraa
KHaamushii bhii to hu.ii pusht-panaahii kii tarah
Parveen Shakir
Sher
ashko.n ke nishaa.n parcha-e-saada pe hai.n qaasid
ab kuchh na bayaa.n kar ye ibaarat hii bahut hai
Ehsan Ali Khan
Sher
Hafeez Merathi
Sher
kuchh ishq ke nisaab me.n kamzor ham bhii hai.n
kuchh parcha-e-savaal bhii aasaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Sher
jo sukh ke ujaale me.n thaa parchhaa.ii.n hamaarii
ab dukh ke a.ndhere me.n vo saayaa nahii.n dekhaa
Yashpal Gupta
Sher
ko.ii aise vaqt me.n ham se bichh.Daa hai
shaam Dhale jab panchhii ghar lauT aate hai.n
Shamim Abbas
Sher
Tahir Faraz
Sher
hamaarii fat.h ke andaaz duniyaa se niraale hai.n
ki parcham kii jagah neze pe apnaa sar nikaltaa hai
Fasih Akmal
Sher
ye alag baat zabaa.n saath na de paa.egii
dil kaa jo haal hai kahnaa to pa.Degaa tujh se
Shahzad Ahmad
Sher
phuuTne vaalii hai mazduur ke maathe se kiran
surKH parcham ufuq-e-sub.h pe lahraate hai.n
Ali Sardar Jafri
Sher
us se bichh.De to tumhe.n ko.ii na pahchaanegaa
tum to parchhaa.ii.n ho paikar kii taraf lauT chalo
Irfan Siddiqi
Sher
Saqi Faruqi
Sher
yaado.n ne use to.D diyaa maar ke patthar
aa.iine kii KHandaq me.n jo parchhaa.ii.n pa.Dii thii
Adil Mansuri
Sher
Mohammad Alvi
Sher
milii thii raah me.n ik be-qaraar parchhaa.ii.n
ghar aa ga.ii hai mire saath saath chaltii hu.ii