SEARCH RESULTS
Showing search results for "parchii"
Ghazal MATCHES FOR "parchii"
Ghazal
kab milnaa hai aur kahaa.n par milnaa hai
copy me.n rakh kar ye parchii aatii thii
Aakash Atharv
Ghazal
Sardar Asif
Ghazal
parchii vo jis pe likkhaa hu.aa hai pata tiraa
rakh kar kahaa.n mai.n bhuul gayaa sochne to de
Sabir
Ghazal
ko.ii ‘attaar davaa hii nahii.n detaa ham ko
ai tabiib-e-maraz-e-jaa.n tirii parchii ke baGair
Farhat Ehsas
Ghazal
kisii ne maut kii parchii pe likh diyaa 'ulfat'
ye zindagii se ta.aaruf hai Gaa.ebaana saa
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
Devesh Dixit Dev
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
bijlii ke taar pe baiThaa hu.aa ha.nstaa panchhii
sochtaa hai ki vo jangal to paraayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
paa.nv naa baa.ndhaa panchhii kaa par baa.ndhaa
aaj kaa bachcha kitnaa siyaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
jab banaam-e-dil gavaahii sar kii maa.ngii jaa.egii
KHuun me.n Duubaa hu.aa parcham hamaaraa dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
KHat Gair kaa pa.Dhte the jo Tokaa to vo bole
aKHbaar kaa parcha hai KHabar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
apne basere panchhii lauT na paayaa 'zeb'
shaam ghaTaa bhii uTThii thii ghanghor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
dhuup ke qahr kaa Dar hai to dayaar-e-shab se
sar-barahna ko.ii parchhaa.ii.n nikaltii kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
hamaare paas se guzrii thii ek parchhaa.ii.n
pukaaraa ham ne to sadiyo.n kaa faasla niklaa