SEARCH RESULTS
Showing search results for "parkaar"
Sher MATCHES FOR "parkaar"
Sher
hir-phir ke daa.ere hii me.n rakhtaa huu.n mai.n qadam
aa.ii kahaa.n se gardish-e-parkaar paa.nv me.n
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
parkaar kii ravish phire ham jitne chal sake
is gardish-e-falak se na baahar nikal sake
Meer Soz
Sher
vo daa.ero.n se jo baahar na aa sake 'tanviir'
vo rasm-e-gardish-e-parkaar to.D dii mai.n ne
Tanveer Ahmad Alvi
Sher
hai jab se dast-giir-e-junuu.n kuu-e-yaar me.n
phirtaa huu.n ek paa.nv se parkaar kii tarah
Kishan Kumaar Waqaar
Sher
Mohsin Naqvi
Sher
Makhdoom Mohiuddin
Sher
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Sher
tamaam paikar-e-badsuurtii hai mard kii zaat
mujhe yaqii.n hai KHudaa mard ho nahii.n saktaa
Farhat Ehsas
Sher
be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak
ham kahe.nge haal-e-dil aur aap farmaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Sher
parda-e-lutf me.n ye zulm-o-sitam kyaa kahiye
haa.e zaalim tiraa andaaz-e-karam kyaa kahiye
Firaq Gorakhpuri
Sher
larzaa.n hai kisii KHauf se jo shaam kaa chehra
aa.nkho.n me.n ko.ii KHvaab pirone nahii.n detaa
Parkash Fikri
Sher
Ibn e Insha
Sher
KHudaa aliim hai har shaKHs kii banaavaT kaa
kaho namaaziyo sajde kiye ki sar paTkaa
Imdad Ali Bahr
Sher
pakkaa rasta kachchii sa.Dak aur phir pagDanDii
jaise ko.ii chalte chalte thak jaataa hai
Saud Usmani
Sher
hai ye taqdiir kii KHuubii ki nigaah-e-mushtaaq
pardaa ban jaa.e agar parda-nashii.n tak pahu.nche
Jagdish Sahay Saxena
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
naqaab kahtii hai mai.n parda-e-qayaamat huu.n
agar yaqiin na ho dekh lo uThaa ke mujhe
Jaleel Manikpuri
Sher
log kahte hai.n ki saayaa tire paikar kaa nahii.n
mai.n to kahtaa huu.n zamaane pe hai saayaa teraa
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
charKH ko kab ye saliiqa hai sitamgaarii me.n
ko.ii ma.ashuuq hai is parda-e-za.ngaarii me.n