SEARCH RESULTS
Showing search results for "parkaar"
Ghazal MATCHES FOR "parkaar"
Ghazal
daa.ere ba.Dhte ga.e parkaar kaa mu.nh khul gayaa
vo bhii daaKHil ho gayaa ab sarhad-e-rusvaa.ii me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
khii.nch Daalaa aa.nkh ne sab aasmaano.n par hisaar
ban chuke jab daa.ere parkaar KHaalii ho ga.ii
Iqbal Sajid
Ghazal
kuchh ajab gardish-e-parkaar safar rakhtaa huu.n
do-qadam mujh se bhii aage mirii rusvaa.ii hai
Naseer Turabi
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
duniyaa ye ghuumtii rahe parkaar kii tarah
ik daa.era zamii.n pe banaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
halqa kii naaf-e-yaar ke taa'riif kyaa karuu.n
gol aisaa daa.era nahii.n parkaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
usturaa phirne se ruu-e-yaar par hai daur-e-KHat
chaal us kam-baKHt ne siikhii hai kyaa parkaar kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
thii nuqta-e-nigaah tak aazaadii-e-amal
parkaar kii tarah mai.n ravaa.n daa.ere me.n thaa
Ehsan Danish
Ghazal
had-bandii-e-ehsaas rahii umr-e-mu.ayyan
aur daa.era-e-kaar me.n parkaar the ham bhii
Akhtar Usman
Ghazal
mai.n chal rahaa huu.n musalsal binaa tavaqquf ke
mujhe ba-suurat-e-parkaar khii.nchtaa hai ko.ii
Shahid Kamal
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
ik daa.era-e-fikr me.n mahduud hai aalam
har paa-e-nazar suurat-e-parkaar lage hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
us ke haatho.n me.n vo parkaar hai jis se 'gauhar'
ghuum jaatii hai zamii.n aasmaa.n chakraataa hai
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
us tarah se mastuur mohabbat mire dil me.n
jaise ho ko.ii daa.era parkaar ke andar
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
tajarbe par hai na.e ilm kii buniyaad sadaa
daa.era dekh ke parkaar banaa dete hai.n