SEARCH RESULTS
Showing search results for "pasta-qad"
Sher MATCHES FOR "pasta-qad"
Sher
is nagrii me.n 'paashaa' saahab kis ko samjhaa.oge
har ik kii apnii Daflii har ik kaa apnaa raag
Pasha Rahman
Sher
achchho.n se pata chaltaa hai insaa.n ko buro.n kaa
raavan kaa pata chal na sakaa raam se pahle
Rizwan Banarsi
Sher
ajab kyaa hai ham aise garm-raftaaro.n kii Thokar se
zamaane ke buland-o-past kaa hamvaar ho jaanaa
Yagana Changezi
Sher
vo motiyo.n se daa.nt vo lambe siyaah baal
naqlii thaa saaraa maal pata chal gayaa mujhe
Nashtar Amrohvi
Sher
paraa.e dard me.n hotaa nahii.n shariik ko.ii
Gamo.n ke bojh ko KHud aap Dhonaa pa.Dtaa hai
Mahendra Partap Chand
Sher
do chaar manzilo.n hii pe saa.nse.n ukha.D ga.ii.n
ghuTno.n pe hai zavaal pata chal gayaa mujhe
Nashtar Amrohvi
Sher
Amaan Ali Khan
Sher
puuchhaa sabaa se us ne pataa kuu-e-yaar kaa
dekho zaraa shu.uur hamaare Gubaar kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
barso.n Dhuu.nDaa kiye ham dair-o-haram me.n lekin
kahii.n paayaa na pataa us but-e-harjaa.ii kaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
Nazim Barelvi
Sher
kabhii kabhii kitnaa nuqsaan uThaanaa pa.Dtaa hai
airo.n Gairo.n kaa ehsaan uThaanaa pa.Dtaa hai
Alam Khursheed
Sher
manzil kaa pataa hai na kisii raahguzar kaa
bas ek thakan hai ki jo haasil hai safar kaa
Saleem Ahmed
Sher
Gam se ehsaas kaa aa.iina jilaa paataa hai
aur Gam siikhe hai aa kar ye saliiqa mujh se
Javed Vashisht
Sher
kahii.n pata na lagaa phir vajuud kaa mere
uThaa ke le ga.ii duniyaa shikaar kis kaa thaa
Zeb Ghauri
Sher
mere jiine kaa ye usluub pata detaa hai
ki abhii ishq me.n kuchh kaam hai.n karne vaale