SEARCH RESULTS
Showing search results for "pasta-qad"
Ghazal MATCHES FOR "pasta-qad"
Ghazal
uu.nchii 'imaarate.n hai.n magar pasta-qad hai.n log
ye teraa shahr meraa hai dekhaa hu.aa tamaam
Afsar Saleem Afsar
Ghazal
ko.ii stage par aayaa to uTh kha.De hu.e sab
mai.n pasta-qad thaa zaraa duur thaa uchhalne lagaa
Umair Najmi
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Sayeed Ahsan
Ghazal
jhuuTii azmat kii pujaarii hai 'muzaffar' duniyaa
pasta-qad log bhii guzre.n ba.De darvaaze se
Muzaffar Warsi
Ghazal
pasta-qad logo.n me.n 'farhat' sar-bulandii jurm hai
dekhnaa teraa bhii ik din sar qalam ho jaa.egaa
Shamim Farhat
Ghazal
mil ke qatre bhii samundar se samundar ho ga.e
kitne pasta-qad muqaddar ke sikandar ho ga.e
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
buland-o-past kaa har-dam KHayaal rakhnaa hai
hamesha haath me.n kaar-e-muhaal rakhnaa hai
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
hai khel jaarii azal se ye auj-o-pastii kaa
uruuj jis kaa kabhii thaa zavaal hai us kaa
Sabiha Khan
Ghazal
tumhe.n bulandii-e-qaamat pe thaa Guruur magar
the vo to zarf me.n a.alaa jo qad me.n pasta the
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
chaltaa nahii.n hai mujh ko pata kab mai.n bik gayaa
KHuubii kamaal kii ye mire raahbar me.n hai
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
kuchh itnaa chehra bhayaanak thaa KHvaab me.n us kaa
ki apne aap se 'paashaa' bhii Dar gayaa kal shab