SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaaf"
Sher MATCHES FOR "qaaf"
Sher
ye roz roz kaa jhag.Daa fasaad Thiik nahii.n
mai.n chaahtaa huu.n ki ab ain shiin qaaf karuu.n
Moid Rahbar Lakhnavi
Sher
chubhan ye piiTh me.n kaisii hai mu.D ke dekh to le
kahii.n ko.ii tujhe piichhe se dekhtaa hogaa
Sheen Kaaf Nizam
Sher
khii.nchaa hai aks qalb kii photograph me.n
shiishe me.n hai shabiih parii koh-e-qaaf me.n
Mardan Ali Khan Rana
Sher
galii ke mo.D se ghar tak a.ndheraa kyuu.n hai 'nizaam'
charaaG yaad kaa us ne bujhaa diyaa hogaa
Sheen Kaaf Nizam
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
manzar ko kisii tarah badalne kii du.aa de
de raat kii ThanDak ko pighalne kii du.aa de
Sheen Kaaf Nizam
Sher
jin se a.ndherii raato.n me.n jal jaate the diye
kitne hasiin log the kyaa jaane kyaa hu.e
Sheen Kaaf Nizam
Sher
kahaa.n jaatii hai.n baarish kii du.aa.e.n
shajar par ek bhii patta nahii.n hai
Sheen Kaaf Nizam
Sher
vo dekho log shiin alif 'ain re hu.e
ham 'ain shiin qaaf me.n uljhe hii rah ga.e
Faisal Qadri Gunnauri
Sher
ko.ii du.aa kabhii to hamaarii qubuul kar
varna kahe.nge log du.aa se asar gayaa
Sheen Kaaf Nizam
Sher
apne afsaane kii shohrat use manzuur na thii
us ne kirdaar badal kar miraa qissa likhkhaa
Sheen Kaaf Nizam
Sher
nikle kabhii na ghar se magar is ke baavajuud
apnii tamaam umr safar me.n guzar ga.ii
Sheen Kaaf Nizam
Sher
vo koh-e-qaaf kaa jaise makiin ho gayaa hai
bichha.D ke aur ziyaada hasiin ho gayaa hai
Fatima Mehru
Sher
barso.n se ghuumtaa hai isii tarah raat din
lekin zamiin miltii nahii.n aasmaan ko