SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaaf"
Ghazal MATCHES FOR "qaaf"
Ghazal
nazar nazar hai nazar ain shiin qaaf nahii.n
milii hai mujh ko KHabar ain shiin qaaf nahii.n
Ashraf Jahangeer
Ghazal
ye dil kaa inkishaaf hai ye ain shiin qaaf hai
jo ka.abe par Gilaaf hai ye ain shiin qaaf hai
Shadab Javed
Ghazal
kaaf se nuun talak shor machaa vahshat hai
ya.anii is ahd me.n jo kuchh bhii hu.aa vahshat hai
Naeem Sarmad
Ghazal
jaatii nahii.n hai us kii mahak tak lihaaf se
aa.ii thii ek baar parii koh-e-qaaf se
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
dil me.n junuun-e-ishq jagaane kaa vaqt hai
ab ain shiin qaaf milaane kaa vaqt hai
Rizvan Anjum
Ghazal
agar hai shauq ba.Do.n se mukaalme kaa tujhe
durust pahle tiraa shiin qaaf ho jaa.e
Jahangeer Nayab
Ghazal
hai ik hasiin KHvaab vafaa 'ain shiin qaaf
har dard-e-dil kii bas hai davaa 'ain shiin qaaf
Aas Rahbar Kalkattavi
Ghazal
laa.ii hai mo'tamuddaula bahaadur kii umiid
jaada-e-rah kashish-e-kaaf karam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
dev-e-safed kii qasam aur koh-e-qaaf kii
baaG-e-iram kii aur paristaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
siyaah dasht kii jaanib safar dobaara kiyaa
na jaane qaaf kii pariyo.n ne kyaa ishaara kiyaa
Rafiq Raaz
Ghazal
mufaahamat na sikhaa jabr-e-naaravaa se mujhe
mai.n sar-ba-kaf huu.n la.Daa de kisii balaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
vahii na milne kaa Gam aur vahii gilaa hogaa
mai.n jaantaa huu.n mujhe us ne kyaa likhaa hogaa
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
kaho to kyaa ye mas.ala hai 'ain shiin qaaf kaa
jii rasta mushkilo.n-bharaa hai 'ain shiin qaaf kaa
Aamir Rahmati
Ghazal
mire KHamiir kii dahqaaniyat jataataa hai
ye tum se mil ke miraa shiin qaaf ho jaanaa