SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-e-aashiqii"
Sher MATCHES FOR "raaz-e-aashiqii"
Sher
Arzoo Saharanpuri
Sher
Raaz Muradabadi
Sher
Raaz Muradabadi
Sher
'raaz' mere she'r hai.n afsaana mere 'ishq kaa
daastaan-e-zindagii hai shaa'irii kaahe ko hai
Raaz Muradabadi
Sher
Raaz Muradabadi
Sher
Aal-e-Raza Raza
Sher
A. D. Azhar
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
jaatii nahii.n hai sa.ii rah-e-aashiqii me.n pesh
jo thak ke rah gayaa vahii saabit-qadam hu.aa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
Asghar Gondvi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ifshaa-e-raaz-e-ishq me.n go zillate.n hu.ii.n
lekin use jataa to diyaa jaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Sher
yahii hai daur-e-Gam-e-aashiqii to kyaa hogaa
isii tarah se kaTii zindagii to kyaa hogaa
Farigh Bukhari
Sher
paas-e-adab se chhup naa sakaa raaz-e-husn-o-‘ishq
jis jaa tumhaaraa naam sunaa sar jhukaa diyaa
Jigar Moradabadi
Sher
siine me.n raaz-e-ishq chhupaayaa na jaa.egaa
ye aag vo hai jis ko dabaayaa na jaa.egaa
Hameed Jalandhari
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
poshiida raaz-e-ishq chalaa jaa.e thaa sau aaj
be-taaqatii ne dil kii vo parda uThaa diyaa
Meer Taqi Meer
Sher
dil kaun hai ki us se kahe.n raaz-e-ishq ham
tere KHayaal se bhii na ham guftuguu kare.n
Abdul Ghafoor Nassakh
Sher
raaz-e-Gam-e-ulfat ko ye duniyaa na samajh le
aa.nsuu mire daaman me.n tumhaare bhii mile hai.n