SEARCH RESULTS
Showing search results for "raza ashk"
Sher MATCHES FOR "raza ashk"
Sher
ajiib vaqt hai ab dosto.n ke chaaquu ko
mire qalam kii nahii.n u.ngliyo.n kii hasrat hai
Raza Ashk
Sher
rah-e-hayaat kaa mai.n aisaa ik musaafir thaa
ki jaise shahr kii sa.Dko.n se bus kaa rishta thaa
Raza Ashk
Sher
siine me.n raaz-e-ishq chhupaayaa na jaa.egaa
ye aag vo hai jis ko dabaayaa na jaa.egaa
Hameed Jalandhari
Sher
ifshaa-e-raaz-e-ishq me.n go zillate.n hu.ii.n
lekin use jataa to diyaa jaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Sher
poshiida raaz-e-ishq chalaa jaa.e thaa sau aaj
be-taaqatii ne dil kii vo parda uThaa diyaa
Meer Taqi Meer
Sher
chhuptaa nahii.n hai dil me.n kabhii raaz ishq kaa
ye aag vo hai jis ko nahii.n taab sang me.n
Kishan Kumaar Waqaar
Sher
Asghar Gondvi
Sher
dil kaun hai ki us se kahe.n raaz-e-ishq ham
tere KHayaal se bhii na ham guftuguu kare.n
Abdul Ghafoor Nassakh
Sher
Mirza Ghalib
Sher
bandishe.n ishq me.n duniyaa se niraalii dekhe.n
dil ta.Dap jaa.e magar lab na hilaa.e ko.ii
Aal-e-Raza Raza
Sher
ye kaar-e-ishq to bachcho.n kaa khel Thahraa hai
so kaar-e-ishq me.n ko.ii kamaal kyaa karnaa
Hasan Abbas Raza
Sher
itnaa to jazb-e-ishq ne baare asar kiyaa
us ko bhii ab malaal hai mere malaal kaa
Mirza Raza Barq
Sher
Raza Azimabadi
Sher
baad-e-fanaa bhii hai maraz-e-ishq kaa asar
dekho ki rang zard hai mere Gubaar kaa