SEARCH RESULTS
Showing search results for "reshmii"
Sher MATCHES FOR "reshmii"
Sher
vo jo mere paas se ho kar kisii ke ghar gayaa
reshmii malbuus kii KHushbuu se jaaduu kar gayaa
Muneer Niyazi
Sher
tujhe manaa.uu.n ki apnii anaa kii baat sunuu.n
ulajh rahaa hai mire faislo.n kaa resham phir
Parveen Shakir
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
rishii ke faaqo.n se TuuTaa na barhaman kaa tilism
asaa na ho to kaliimii hai kaar-e-be-buniyaad
Allama Iqbal
Sher
Khushbir Singh Shaad
Sher
ye mansab-e-buland milaa jis ko mil gayaa
har mudda.ii ke vaaste daar-o-rasan kahaa.n
Mohammad Ali Khan Rashki
Sher
mahak ajab sii ho ga.ii pa.De pa.De sanduuq me.n
ra.ngat phiikii pa.D ga.ii resham ke ruumaal kii
Muneer Niyazi
Sher
ajiib baat hai kiicha.D me.n lahlahaa.e ka.nval
phaTe puraane se jismo.n pe saj ke resham aa.e
Ibn-e-Safi
Sher
muu.e ne mu.nh kii khaa.ii phir bhii ye zor zorii
ye reKHtii hai bhaa.ii tum reKHta to jaano
Shamim Qasmi
Sher
maanuus raushnii hu.ii mere makaan se
vo jism jab nikal gayaa resham ke thaan se
Rana Amir Liyaqat
Sher
KHaak-e-sahraa-e-junuu.n narm hai resham kii tarah
aabla hai na ko.ii aabla-paa mere ba.ad
Shahzad Ahmad
Sher
uljhe uljhe resham kii Dor se ba.ndhe rishte
har gha.Dii mohabbat kaa imtihaan rahne do