SEARCH RESULTS
Showing search results for "reshmii"
Nazm MATCHES FOR "reshmii"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hiras
ashk bahte rahe.n KHaamosh siyah raato.n me.n
aur tire reshmii aa.nchal kaa kinaaraa na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
aavaaz me.n ye ras ye lataafat ye iztiraar
jaise subuk mahiin ravaa.n reshmii phuvaar
Josh Malihabadi
Nazm
boski
duudh kaa daa.nt giraa thaa to vahaa.n bhii dekhaa
boskii beTii mirii chiknii sii resham kii Dalii
Gulzar
Nazm
wo shaKH-e-mahtab kaT chuki hai
ki jis pe tum ne giraft-e-va.ada kii reshmii shaal ke sitaare sajaa diye the
bahut dino.n se
Mohsin Naqvi
Nazm
naTak
siyah shaaKHo.n ke halqe se niklii
sadiyo.n ke jak.De hu.e reshmii par phailaa.e aur u.Dne lagii
Parveen Shakir
Nazm
chand ke musafir
ye kashish magar kyaa hai reshmii lakiiro.n me.n
shaam kaise hotii hai naachte jaziiro.n me.n
Mahboob Khizan
Nazm
mazdur aurten
tuu aur hariir o atlas o kam-KHvaab o parniyaa.n
chubhtaa nahii.n badan pe tire reshmii libaas
Jan Nisar Akhtar
Nazm
baada-e-nim-ras
reshmii reshmii zulfo.n se phisaltaa aa.nchal
kabhii shaano.n se kabhii sar se Dhalak jaa.egaa
Saifuddin Saif
Nazm
bambai
reshmii saariyaa.n
maKHmalii.n jism, zahriile naaKHuuno.n kii billiyaa.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
dil se dil ke milne kii nuqra.ii sadaa.e.n ho.n
ra.ng-e-ishq-o-ulfat kii reshmii havaa.e.n ho.n
Aleena Itrat
Nazm
apni yaad mein
mai.n apne ghaa.o gin rahaa huu.n
duur titliyo.n ke reshmii paro.n ke niile piile ra.ng