SEARCH RESULTS
Showing search results for "risaale"
Sher MATCHES FOR "risaale"
Sher
ye ilm kaa saudaa ye risaale ye kitaabe.n
ik shaKHs kii yaado.n ko bhulaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Sher
ishq ke mazmuu.n the jin me.n vo risaale kyaa hu.e
ai kitaab-e-zindagii tere havaale kyaa hu.e
Abu Mohammad Sahar
Sher
Fazil Jamili
Sher
kitaab-e-ishq ke jo mo'atabar risaale hai.n
unhii.n me.n husn ke kuchh mustanad havaale hai.n
Anjum Barabankvi
Sher
apne ehsaas kii shiddat ko bujhaane ke liye
mai.n na.ii tarz ke KHush-fikr risaale maa.ngo.n
Akmal Imaam
Sher
har varaq par hai chhapii Gair-mohazzab tasviir
kitne behuuda risaale hai.n KHudaa KHair kare
Popular Meeruthi
Sher
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sher
Shad Azimabadi
Sher
aise rishte kaa bharam rakhnaa ko.ii khel nahii.n
teraa honaa bhii nahii.n aur tiraa kahlaanaa bhii
Waseem Barelvi
Sher
haath chhuuTe.n bhii to rishte nahii.n chho.Daa karte
vaqt kii shaaKH se lamhe nahii.n to.Daa karte
Gulzar
Sher
Waseem Barelvi
Sher
jab khule naqd ke ausaaf ba-faiz-e-naqdii
kuchh risaalo.n ke editor bhii taraf-daar hu.e
Hasan Naim
Sher
Gazab to ye hai muqaabil kha.Daa hai vo mere
ki jis se meraa ta'alluq hai KHuu.n ke rishte kaa