SEARCH RESULTS
Showing search results for "risaale"
Ghazal MATCHES FOR "risaale"
Ghazal
ye ilm kaa saudaa ye risaale ye kitaabe.n
ik shaKHs kii yaado.n ko bhulaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
shiishe ke ik gilaas me.n nargis ke phuul hai.n
ik mez par hai.n chand risaale pa.De hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aire-Gaire natthuu-KHaire pa.Dh rahe hai.n chehre ab
chehre chehre na hu.e goyaa risaale ho ga.e
Chand Akbarabadi
Ghazal
editorii ne kaaT dii.n taKHliiq kii rage.n
achchhaa-bhalaa adiib risaale me.n mar gayaa
Athar Nasik
Ghazal
Fazil Jamili
Ghazal
mez kitaabe.n kamra KHat tasviir risaale
ham kyaa chup hai.n sab ke sab KHaamosh pa.De hai.n
Noor Taqi Noor
Ghazal
Rabia Basri
Ghazal
bas ab to harf-e-nadaamat ko sabt-e-daa.em de
sabaa-sifat the risaale Gam-e-mohabbat ke
Kishwar Naheed
Ghazal
mujh ko maidaan-e-musiibat me.n akelaa dekh kar
mujh se aage merii himmat ke risaale ho ga.e
Sharib Mauranwi
Ghazal
shaa.er risaala-daar na dekhe na mai.n sune
iijaad hai unhe.n kaa risaale kii shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
KHuun jis vaqt siyaahii se bhii sastaa hogaa
KHuun se chhaape hu.e Gam ke risaale ho.nge
Qamar Siwani
Ghazal
chand tahriik humaayuu.n, nahii.n chhapte ab to
a mudiiraan-e-adab achchhe risaale denaa
Ram Daas
Ghazal
kitaab-e-ishq ke jo mo'atabar risaale hai.n
unhii.n me.n husn ke kuchh mustanad havaale hai.n
Anjum Barabankvi
Ghazal
ye kitaabe.n ye risaale zaraa tum bhii pa.Dh lo
in se achchhaa.ii buraa.ii kii samajh aatii hai
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
Hasrat Azimabadi
Ghazal
Malika Naseem
Ghazal
hai sachchaa parastaar vo urdu kaa ai 'saahil'
hai ek risaale kaa KHariidaar bhale hii
Azimuddin Sahil Kalamnoori
Ghazal
'nuur' vo dasht-e-masaafat bhii ajab thaa kal raat
justujuu me.n mirii KHvaabo.n ke risaale aa.e