SEARCH RESULTS
Showing search results for "rivaaq"
Sher MATCHES FOR "rivaaq"
Sher
mire qabiile me.n ta.aliim kaa rivaaj na thaa
mire buzurg magar taKHtiyaa.n banaate the
Liaqat Jafri
Sher
duniyaa me.n 'bahr' kaun ibaadat-guzaar hai
saum-o-salaat daaKHil-e-rasm-o-rivaaj hai
Imdad Ali Bahr
Sher
rasm-o-rivaaj chho.D ke sab aa ga.e yahaa.n
rakkhii hu.ii hai.n taaq me.n ab Gairate.n tamaam
Adeel Zaidi
Sher
paayaa hai is qadar suKHan-e-saKHt ne rivaaj
punjabi baat karte hai.n pashtuu zabaan me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
rasm-o-rivaaj chho.D ke sab aa ga.e yahaa.n
rakkhii hu.ii hai.n taaq me.n ab Gairate.n tamaam
Adeel Zaidi
Sher
Hari Chand Akhtar
Sher
KHuubaan-e-rozgaar muqallid terii hai.n sab
jo chiiz tuu kare so vo paave rivaaj aaj
Insha Allah Khan Insha
Sher
kisii ko saayaa kisii ko gul-o-samar degaa
haraa-bharaa hai daraKHt-e-rivaaj rahne do
Rahi Fidai
Sher
Ali Jawad Zaidi
Sher
paa-e-sanam hai aur jabiin-e-haram-navaaz
rasm-o-rivaaj-e-shahr-e-mohabbat na puuchhiye
Akhtar Tilhari
Sher
raato.n ko aa.nkh uThaa ke zaraa dekh to sahii
kyaa shakle.n jalva-gar hai.n falak ke ravaaq me.n