SEARCH RESULTS
Showing search results for "rivaaq"
Ghazal MATCHES FOR "rivaaq"
Ghazal
Baqar Naqvi
Ghazal
rivaaq-e-kahkashaa.n se bhii ho aage tak guzar teraa
ki teraa ishq hai manzil tirii azm-e-safar teraa
Farhat Nadir Rizwi
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
mere qabiile me.n ta.aliim kaa rivaaj na thaa
mire buzurg magar taKHtiyaa.n banaate the
Liaqat Jafri
Ghazal
pahle kabhii rivaaj banii thii na be-hisii
naadim bigaa.D par hai.n na KHush me.n banaav par
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jab se chalaa hai ta.ng qamiiso.n kaa ye rivaaj
naa-aashnaa badan bhii lage aashnaa badan
Prem Kumar Nazar
Ghazal
un kii mahfil me.n hamesha se yahii dekhaa rivaaj
aa.nkh se biimaar karte hai.n tabassum se ilaaj
Anwar Sabri
Ghazal
mai.n apnii raah nikaaluu.ngaa apnii marzii se
mujhe nahii.n hai.n zamaane tire rivaaj pasand
Zubair Qaisar
Ghazal
kishvar-e-ishq me.n duniyaa se niraalaa hai rivaaj
kaam jo ban na pa.De.n yaa.n vo ravaa hote hai.n
Hasrat Mohani
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
zor aur zar baGair ishq kyaa karuu.n 'hafiiz'
chal gayaa hai mulk me.n ye rivaaj kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
hamaarii raah judaa hai ki aisii raaho.n par
rivaaj-e-naqsh-e-qadam hii na ho to kyaa kiije
Mustafa Zaidi
Ghazal
viiraana-e-duniyaa me.n guzarte hai.n mire din
raato.n ko ravaaq-e-dil-e-betaab me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zaalim ye bazm-e-husn kaa achchhaa rivaaj hai
tuu sham.a ho ke bhii na jale mai.n tapaa.n rahuu.n