SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuh-e-amiir-usshu.araa"
Sher MATCHES FOR "ruuh-e-amiir-usshu.araa"
Sher
is baar raah-e-ishq kuchh itnii taviil thii
us ke badan se ho ke guzarnaa pa.Daa mujhe
Ameer Imam
Sher
laa.e kahaa.n se us ruKH-e-raushan kii aab-o-taab
bejaa nahii.n jo sharm se hai aab aab sham.a
Ameer Minai
Sher
na jaane kab ko.ii aa kar mirii takmiil kar jaa.e
isii ummiid pe KHud ko adhuuraa chho.D jaanaa hai
Ashar Najmi
Sher
sirf ik qadam uThaa thaa Galat raah-e-shauq me.n
manzil tamaam umr mujhe Dhuu.nDhtii rahii
Abdul Hamid Adam
Sher
mere ash.aar se mazmuun-e-ruKH-e-yaar khulaa
be-ahaadiis nahii.n matlab-e-qur.aan niklaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
dil bayaaz-e-umr kii auraaq-gardaanii me.n hai
kyaa KHabar hai kaun saa safha khulaa rah jaa.egaa
Tauseef Tabassum
Sher
Mohammad Rafi Sauda
Sher
qaid-e-Gam-e-hayaat bhii kyaa chiiz hai 'fanaa'
raah-e-faraar mil na sakii umr-bhar phire
Fana Nizami Kanpuri
Sher
kal ham aa.iine me.n ruKH kii jhurriyaa.n dekhaa kiye
kaarvaan-e-umr-e-rafta kaa nishaa.n dekhaa kiye
Safi Lakhnavi
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
aaKHir ko ruuh to.D hii degii hisaar-e-jism
kab tak asiir KHushbuu rahegii gulaab me.n
Aanis Moin
Sher
ruuh hai mahv-e-tamannaa husn hai mast-e-tarab
ik niyaaz-o-naaz kaa barpaa hai mahshar saamne
Maslihuddin Ahmad Aseer Kakorvi
Sher
ummiid o yaas kii rut aatii jaatii rahtii hai
magar yaqiin kaa mausam nahii.n badaltaa hai
Manzoor Hashmi
Sher
ai Gubaar-e-KHvaahish-e-yak-umr apnii raah le
is galii me.n tujh se pahle ik jahaa.n maujuud hai
Azm Bahzad
Sher
Ameer Minai
Sher
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
Sher
aap jis rah-guzar-e-dil se kabhii guzre the
us pe taa-umr kisii ko bhii guzarne na diyaa