SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuh-e-amiir-usshu.araa"
Nazm MATCHES FOR "ruuh-e-amiir-usshu.araa"
Nazm
hello best friend
jaagtii aa.nkho.n se kuchh KHvaab dikhaa.e tum ne
raah-e-ummiid pe sab naqsh banaa.e tum ne
Balmohan panday
Nazm
b amman se KHitab
aa sukuut-e-yaas me.n mujh ko banaa le raaz-daar
aa rah-e-ummiid me.n mujh ko banaa le kaamgaar
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
amir-KHusraw
ek tahziib-e-mushtarak kaa amii.n
fikr-o-fan kii lataafato.n kaa shu.uur
Shuja Farrukhi
Nazm
ahl-e-hunar se
mehr-o-mah-o-mushtarii chand nafas kaa faroG
'ishq se hai paa.edaar terii KHudii kaa vujuud
Allama Iqbal
Nazm
mutriba
shab kii KHamoshiyo.n me.n so.ii hu.ii hai duniyaa
chup-chaap hai.n sitaare KHaamosh aasmaa.n hai
Ameer Aurangabadi
Nazm
qanun-e-qudrat
jab bhii is mulk pe aafat kii gha.Dii aa.ii hai
aazmaa.ish ko.ii jis vaqt ka.Dii aa.ii hai
Ameer Chand Bahar
Nazm
mahatma-gandhi
sunaa rahaa huu.n tumhe.n daastaan gaa.ndhii kii
zamaane-bhar se niraalii hai shaan gaa.ndhii kii
Bismil Allahabadi
Nazm
hawa-e-bahaar
vahii havaa hai ye jaan-e-jaanaa.n
jo terii zulfo.n se kheltii thii
Abu Saeed Qureshi
Nazm
baDe shahar ka KHwab
ba.Daa shahr ba.Daa shahr, ba.Daa shahar ba.Daa shahr
kisii ke liye tuu baa.is-e-tamaaniyat
Perwaiz Shaharyar
Nazm
israfil ki maut
marg-e-israafiil par aa.nsuu bahaa.o
vo KHudaa.o.n kaa muqarrab vo KHudaavand-e-kalaam
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab naqsh-gar-e-haadsaat
silsila-e-roz-o-shab asl-e-hayaat-o-mamaat