SEARCH RESULTS
Showing search results for "saabun"
Sher MATCHES FOR "saabun"
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Ameer Minai
Sher
manzil pe bhii pahu.nch ke mayassar nahii.n sakuu.n
majbuur is qadar hai.n shu.uur-e-safar se ham
Karamat Ali Karamat
Sher
palaT sakuu.n hii na aage hii ba.Dh sakuu.n jis par
mujhe ye kaun se raste lagaa gayaa ik shaKHs
Obaidullah Aleem
Sher
zahr miltaa hii nahii.n mujh ko sitamgar varna
kyaa qasam hai tire milne kii ki khaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Sher
Shahid Zaki
Sher
ai mohabbat mujh ko aisaa hausla KHairaat kar
us ko baazuu se paka.D kar kah sakuu.n ki baat kar
Fakhr Abbas
Sher
pursish-e-haal bhii itnii ki mai.n kuchh kah na sakuu.n
is takalluf se karam ho to sitam hotaa hai
Kamal Ahmad Siddiqi
Sher
jur.at kahaa.n ki apnaa pata tak bataa sakuu.n
jiitaa huu.n apne mulk me.n auro.n ke naam se
Hasan Naim
Sher
zo.af me.n ta.ana-e-aGyaar kaa shikva kyaa hai
baat kuchh sar to nahii.n hai ki uThaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Sher
Abdullah Kamal
Sher
Zafar Iqbal
Sher
jab bhii chaahuu.n teraa chehraa soch sakuu.n
bas itnii sii baat mire imkaan me.n rakh
Azhar Adeeb
Sher
Akbar Haideri Kashmiri
Sher
ajiib vahshate.n hisse me.n apne aa.ii hai.n
ki tere ghar bhii pahu.nch kar sakuu.n na paa.e.n ham