SEARCH RESULTS
Showing search results for "saabun"
Ghazal MATCHES FOR "saabun"
Ghazal
jism par saabun thaa paanii Gusl-KHaane se gayaa
aap kii mistake Thahrii mai.n nahaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
naitiktaa kii mailii hotii ye chaadar
daulat ke saabun se dho lii jaa.egii
Virendra Khare Akela
Ghazal
hazaar mail ko dhoyaa hazaar saabun se
kisii tarah bhii na chhuuTaa KHayaal duniyaa kaa
Khursheed Akbar
Ghazal
saabun kii tarah KHud ko galaanaa pa.Daa be-shak
par lafz-e-mohabbat tujhe chamkaa to ga.e ham
Imran Badayuni
Ghazal
Shaariq Qamar
Ghazal
abhii vo daaG-e-garebaa.n pe tabsira na kare
abhii to KHud use saabun se haath dhonaa hai
Mohsin Jalganvi
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
jismo.n ke mail dhul ga.e dil ke na dhul sake
jitne bhii besh-qiimtii saabun liye ga.e
Hina Ambareen
Ghazal
aisaa na ho kabhii ki palaT kar na aa sakuu.n
har baar duur jaa ke sadaa.e.n mujhe na do
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
phir aaj mai-kada-e-dil se lauT aa.e hai.n
phir aaj ham ko Thikaane kaa ham-sabuu na milaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
palaT sakuu.n hii na aage hii ba.Dh sakuu.n jis par
mujhe ye kaun se raste lagaa gayaa ik shaKHs
Obaidullah Aleem
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jitnaa sakuu.n milaa hai tire saath raah me.n
itnaa sukuun to mujhe ghar ne nahii.n diyaa
Adeem Hashmi
Ghazal
vo dard hai ki jise sah sakuu.n na kah paa.uu.n
milegaa chain to ab jaan se guzar ke mujhe