SEARCH RESULTS
Showing search results for "saadhnaa"
Sher MATCHES FOR "saadhnaa"
Sher
havas ne to.D dii barso.n kii saadhnaa merii
gunaah kyaa hai ye jaanaa magar gunaah ke ba.ad
Krishn Bihari Noor
Sher
tuu badaltaa hai to be-saaKHta merii aa.nkhe.n
apne haatho.n kii lakiiro.n se ulajh jaatii hai.n
Parveen Shakir
Sher
zulm sahnaa bhii to zaalim kii himaayat Thahraa
KHaamushii bhii to hu.ii pusht-panaahii kii tarah
Parveen Shakir
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Jagdish Sahay Saxena
Sher
be-saaKHta bikhar ga.ii jalvo.n kii kaa.enaat
aa.iina TuuT kar tirii a.ng.Daa.ii ban gayaa
Saghar Siddiqui
Sher
shaa.irii jhuuT sahii ishq fasaana hii sahii
zinda rahne ke liye ko.ii bahaana hii sahii
Sameena Raja
Sher
Mustafa Zaidi
Sher
hai ye taqdiir kii KHuubii ki nigaah-e-mushtaaq
pardaa ban jaa.e agar parda-nashii.n tak pahu.nche
Jagdish Sahay Saxena
Sher
Imdad Ali Bahr
Sher
idhar udhar se muqaabil ko yuu.n na ghaa.il kar
vo sang phe.nk ki be-saaKHta nishaana lage
Zubair Rizvi
Sher
manzil pe nazar aa.ii bahut duurii-e-manzil
be-saaKHta aane lage sab raah-numaa yaad
Azmat Abdul Qayyum Khan
Sher
Mahesh Janib
Sher
aarzuu ko ruuh me.n Gam ban ke rahnaa aa gayaa
sahte sahte ham ko aaKHir ranj sahnaa aa gayaa