SEARCH RESULTS
Showing search results for "saadhnaa"
Ghazal MATCHES FOR "saadhnaa"
Ghazal
havas ne to.D dii barso.n kii saadhnaa merii
gunaah kyaa hai ye jaanaa magar gunaah ke baa'd
Krishn Bihari Noor
Ghazal
jho.nkaa saa thaa kyaa chulbulaa pariyo.n ke desh kaa
barso.n kii saadhnaa kaa vo aasan ulaT gayaa
Deepak Qamar
Ghazal
ab sameTo daastaano.n kaa bikhartaa silsila
hai navaa-e-niim-shab kii saadhnaa KHaamoshii sii
Krishn Murari
Ghazal
Ahmad Zohaib
Ghazal
apne ho.nTo.n par sajaanaa chaahtaa huu.n
aa tujhe mai.n gungunaanaa chaahtaa huu.n
Qateel Shifai
Ghazal
mai.n ki rahtaa huu.n ba-sad-naaz gurezaa.n tujh se
tuu na hogaa to bahut yaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
tum bhii mu.nh chuum lo be-saaKHta pyaar aa jaa.e
mai.n sunaa.uu.n jo kabhii dil se fasaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
vo ham nahii.n jinhe.n sahnaa ye jabr aa jaataa
tirii judaa.ii me.n kis tarah sabr aa jaataa
Parveen Shakir
Ghazal
zunnaar baa.ndh sub.ha-e-sad-daana to.D Daal
rah-rau chale hai raah ko hamvaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
meraa be-saaKHta-pan un ke liye KHatra hai
saaKHta log mujhe kyuu.n na musiibat samjhe.n
Ali Zaryoun
Ghazal
aql ke shahr me.n aayaa hai to yuu.n gum hai junuu.n
lab-e-goyaa ko bhii be-saaKHta-pan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
udaas kar ga.e be-saaKHta latiife bhii
ab aa.nsu.o.n se rulaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Bashir Badr
Ghazal
jiinaa hai to ye jabr bhii sahnaa hii pa.Degaa
qatra huu.n samundar se KHafaa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
sad.haa mutaalibaat ke baa'd ek jaam-e-talKH
duniyaa-e-jabr-o-sabr ko dha.Dkaa ke pii gayaa