SEARCH RESULTS
Showing search results for "saahil-e-zulmat"
Sher MATCHES FOR "saahil-e-zulmat"
Sher
ham log to aKHlaaq bhii rakh aa.e hai.n 'saahil'
raddii ke isii Dher me.n aadaab pa.De the
KHalid Malik Sahil
Sher
ko.ii kartaa hai jab hindostaan kii baat a 'saahil'
mujhe iqbaal kaa qaumii taraana yaad aataa hai
Mohammad Ali Sahil
Sher
aa.nkho.n me.n jal rahe the diye e'tibaar ke
ehsaas-e-zulmat-e-shab-e-hijraa.n nahii.n rahaa
Haneef Akhgar
Sher
ek aavaaz ne to.Dii hai KHamoshii merii
Dhuu.nDhtaa huu.n to pas-e-saahil-e-shab kuchh bhii nahii.n
Alimullah Hali
Sher
ham hai.n ki ab bhii vaadii-e-zulmat me.n hai.n ravaa.n
apne lahuu se kar ke charaaGaa.n kaa ehtimaam
Ateeq Ahmad Ateeq
Sher
shikva-e-zulmat-e-shab se to kahii.n behtar thaa
apne hisse kii ko.ii sham.a jalaate jaate
Ahmad Faraz
Sher
bahtaa rahaa mai.n saahil-e-duniyaa kii ret par
aaKHir badan kii KHaak sameTii to ghar gayaa
Faisal Fehmi
Sher
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Sher
haath aa.egaa kyaa saahil-e-lab se hame.n 'anjum'
jab dil kaa samundar hii guhar-baar nahii.n hai
Anjum Khaleeq
Sher
Kausar Mazhari
Sher
jaa lagegii kashtii-e-dil saahil-e-ummiid par
diida-e-tar se agar dariyaa ravaa.n ho jaa.egaa
Mirza Asman Jah Anjum
Sher
tum ne to kahaa thaa ki chalo Duub mare.n ham
ab saahil-e-dariyaa pe kha.De karte ho Taa-Taa
Zia-ul-Haq Qasmi
Sher
hai kaarvaan-e-qudsii-e-harf-e-azal ravaa.n
har jehl-o-zulm-o-zulmat-o-zer-o-zabar ke saath