SEARCH RESULTS
Showing search results for "saahil-e-zulmat"
Ghazal MATCHES FOR "saahil-e-zulmat"
Ghazal
Sahil Mubarkpuri
Ghazal
teraa shaidaa.ii huu.n mai.n roz-e-azal se 'saahil'
zindagii tujh ko har ik daur me.n ahsan dekhaa
Naeem Sahil
Ghazal
har taraf ik nuur kaa sailaab saa jaarii hu.aa
neza-e-zulmaat par suuraj kaa sar rakkhaa gayaa
Javed Sahil
Ghazal
Mohsin Sahil
Ghazal
muntazir baiThe hai.n tum aan ke dekho to sahii
nahii.n aa.oge yahii aa ke bataa.e ko.ii
Ashok Sawhny Sahil
Ghazal
har ik sher likhtaa hai KHuun-e-jigar se
yahii tere 'saahil' kii diivaangii hai
Ashok Sawhny Sahil
Ghazal
kahte hai.n 'saahil' se aksar mehrbaa.n
hai Gazal yaa harf-e-rindaana ko.ii
Ashok Sawhny Sahil
Ghazal
ye KHaanqaah-e-mohabbat hai dil miraa 'saahil'
amal yahaa.n jo karo aql ke KHilaaf karo
Mohsin Sahil
Ghazal
Sahil Ahmad
Ghazal
us ko bulandiyo.n pe nihaayat Guruur thaa
'saahil' zamii.n pe aa ke bahut sharmsaar hai
Mohsin Sahil
Ghazal
ik mauj-e-tund-o-tez bahaa le ga.ii mujhe
saahil pe duur duur ko.ii naqsh-e-paa nahii.n
Javed Sahil
Ghazal
na.e alfaaz-o-ma.aanii kii talab hai 'saahil'
Gair-mumkin hai mizaaj apnaa suKHanvar badle
Javed Sahil
Ghazal
fasaana KHatm ko pahu.nchaa nahii.n abhii 'saahil'
sadaa ye aa.ii ki KHurshiid-e-umr Dhaltaa hai
Javed Sahil
Ghazal
zulmat kii mere chaar-suu diivaar thii kha.Dii
suuraj kii dhuup aa.ii idhar aur udhar ga.ii
Sahil Manakpuri
Ghazal
jabiin-e-saada ko 'saahil' jo us ne dekh liyaa
usii gha.Dii se hu.aa mujh pe mehrbaa.n patthar
Javed Sahil
Ghazal
rishta-e-nafas TuuTe jaane kis gha.Dii 'saahil'
kyo.n na apnii hastii ko vaqf-e-aarzuu kar le.n
Javed Sahil
Ghazal
hijr ke mausam me.n jab us kaa KHayaal aane lagaa
shaam-e-furqat merii 'saahil' zaa'fraanii ho ga.ii