SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaz-e-suhhaa"
Sher MATCHES FOR "saaz-e-suhhaa"
Sher
Mustafa Rahi
Sher
mirii zindagii kaa mahvar yahii soz-o-saaz-e-hastii
kabhii jazb-e-vaalhaana kabhii zabt-e-aarifaana
Farooq Banspari
Sher
kushta-e-zabt-e-fuGaa.n naGma-e-be-saaz-o-sadaa
uf vo aa.nsuu jo lahuu ban ke Tapaktaa hogaa
Haneef Akhgar
Sher
Unknown
Sher
saaraa aalam hama-tan-gosh hu.aa jaataa hai
saaz-e-hastii hai ki KHaamosh hu.aa jaataa hai
Syed Azam Husain Azam
Sher
haa.n nukta-varo laa.o lab-o-dil kii gavaahii
haa.n naGmagaro saaz-e-sadaa kyuu.n nahii.n dete
Faiz Ahmad Faiz
Sher
hairat ke maqaamaat me.n qaanuun-e-navaa na.ii.n
hai saaz-e-KHamoshii lab-e-tasviir kii aavaaz
Siraj Aurangabadi
Sher
saaz-e-ulfat chhi.D rahaa hai aa.nsu.o.n ke saaz par
muskuraa.e ham to un ko bad-gumaanii ho ga.ii
Jigar Moradabadi
Sher
kuchh apne saaz-e-nafas kii na qadr kii tuu ne
ki is rabaab se behtar ko.ii rabaab na thaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Sher
chhe.Diye saaz-e-zindagii naGma-navaaz ho na ho
aah to kar ke dekhiye soz me.n saaz ho na ho