SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaz-e-suhhaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saaz-e-suhhaa"
Ghazal
ham hai.n ki sar-e-naqsh-e-qadam saik.Do.n sajde
vo hai ki jahaa.n dekhiye bas chii.n-ba-jabii.n hai
Suha Mujaddadi
Ghazal
rahe soz-e-ishq lekin ga.e hosh phir na aa.e.n
vo tajalliyo.n se pur hai tirii chashm kii gulaabii
Suha Mujaddadi
Ghazal
kis kii talaash hai ki sar-e-tuur is tarah
aa.e ho mish.al-e-ruKH-e-zebaa liye hu.e
Suha Mujaddadi
Ghazal
huzuur-e-husn hai bas arz-e-ishtiyaaq 'suhaa'
fasaana-e-dil-e-KHaana-KHaraab rahne de
Suha Mujaddadi
MORE MATCHES FOR "saaz-e-suhhaa"
Ghazal
ai 'saaz' kuchh-na-kuchh to hai is lutf-e-KHaas me.n
zikr un kii anjuman me.n miraa baar baar hai
Jaleel Saz
Ghazal
juu.n jaras baam-o-dar-e-har-KHaana se uTThegaa shor
mat safar se hashr barpaa saaz-e-suhhaa hojiye
Raza Azimabadi
Ghazal
Mahmood Beg Saaz
Ghazal
ye aur baat hai ki nahii.n sab ke bas kii baat
lekin ye kaam kii nigah-e-duur-ras kii baat
Saz Burhanpuri
Ghazal
kii yuu.n to mire nafs-e-sarkash ne bahut koshish
TuuTaa na mire sar kaa sajdaat se samjhauta
Mahmood Beg Saaz
Ghazal
ai saaz kyuu.n na maut ko aavaaz diijiye
gar aap ko qubuul nahii.n umr-bhar kii qaid
Mahmood Beg Saaz
Ghazal
ai 'saaz' mire dil me.n ab jaan nahii.n baaqii
go KHuun kaa rag rag me.n dauraan mukammal hai