SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahar-e-jalva-saaz"
Sher MATCHES FOR "sahar-e-jalva-saaz"
Sher
vo jalva-e-sad-rang me.n ik Dha.ng se niklaa
jo misra tire siina-o-aaha.ng se niklaa
Mohammad Mustahsan Jami
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
maan bhii luu.n ki tirii yaad mahaz vaahima hai
phir bhii vo yaad hii dam-saaz rahii shaam-o-sahar
Kishwar Naheed
Sher
bujh ga.ii sham.a kaTii raat ga.ii sab mahfil
ab akele hii kaTegaa safar-e-parvaana
Shahzad Ahmad
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
kabhii kabhii safar-e-zindagii se ruuTh ke ham
tire KHayaal ke saa.e me.n baiTh jaate hai.n
Kausar Jayasi
Sher
so gayaa vaqt kii dahliiz pe sar rakkhe hu.e
mai.n kahaa.n tak safar-e-ishq me.n tanhaa jaataa
Salim Saleem
Sher
nik.hat-e-saaGar-e-gul ban ke u.Daa jaataa huu.n
liye jaataa hai kahaa.n baada-e-sar-josh mujhe
Agha Hashr Kashmiri
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Mahtab Haider Naqvi
Sher
Gubaar saa hai sar-e-shaaKH-saar kahte hai.n
chalaa hai qaafila-e-nau-bahaar kahte hai.n
Asghar Saleem
Sher
Zahida Zaidi
Sher
Iqbal Sajid
Sher
kiyaa kaliim ko armaan-e-diid ne rusvaa
dikhaa ke jalva-e-parvardigaar tho.Daa saa
Shabbar Jilani Qamri
Sher
Fazil Jamili
Sher
the us ke saath zavaal-e-safar ke sab manzar
vo dukhte dil ke bahut sa.ng-e-miil chho.D gayaa
Musavvir Sabzwari
Sher
bas dariiche se lage baiThe rahe ahl-e-safar
sabza jaltaa rahaa aur yaad-e-vatan aatii rahii
Khursheed Rizvi
Sher
aah-e-sahar ne sozish-e-dil ko miTaa diyaa
is baad ne hame.n to diyaa saa bujhaa diyaa