SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahar-e-jalva-saaz"
Ghazal MATCHES FOR "sahar-e-jalva-saaz"
Ghazal
dekhaa hai kis ne mu.nh sahar-e-jalva-saaz kaa
sab valvale hai.n ek shab-e-intizaar tak
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
vo shaam-e-be-charaaG muqaddar hu.ii mujhe
jo aashnaa-e-jalva-e-ruu-e-sahar na thii
Shafqat Kazmi
Ghazal
kashmakash-e-hayaat me.n ai ajal iKHtisaar kar
yaas kaa rang aa chalaa koshish-e-jalva-saaz me.n
Saqib Rampuri
Ghazal
aa.nkh hairaa.n hai ye sad-ra.ngii-e-jalva kyaa hai
shahr kahtaa hai abhii aap ne dekhaa kyaa hai
Shakeeb Rizvi
Ghazal
tasviir jalva-saaz-e-musavvir hai is tarah
merii nigaah muntazir-e-koh-e-tuur hai
Riasath Ali Asrar
Ghazal
Haq Nawaz Akhtar
Ghazal
sahar ko be-khilii kaliyo.n me.n Dhuu.nDhtii hai kiran
jo lutf-e-jalva lajaa.ii hu.ii dulhan se milaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
faroG-e-jalva-e-ummiid terii umr daraaz
siyaah raat hai sar par sahar nigaah me.n hai
Shakur Javed
Ghazal
sahar-o-shaam sar-e-anjuman-e-naaz na ho
jalva-e-husn to hai ishq-e-siyahkaar to hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Shaz Tamkanat
Ghazal
sahar-o-shaam mirii duur kii aahaT jaise
bistar-e-KHvaab pe jaagii hu.ii karvaT jaise
Shaz Tamkanat
Ghazal
saaGar-e-jalva-e-sarshaar hai har zarra-e-KHaak
shauq-e-diidaar balaa aa.ina-saamaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jab hai be-parda ko.ii saahab-e-jalva 'anvar'
raushnii sirf lab-e-baam hai aisaa kyo.n hai
Anwar Shadani
Ghazal
sahaab-e-sabz na taa.uus-e-niilmii.n laayaa
vo shaKHs lauT ke ik aur sar-zamii.n laayaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
udaas udaas sar-e-saaGar-o-subuu bhii mai.n
yam-e-nashaat kii ik mauj-e-tund-KHuu bhii mai.n
Sadique Naseem
Ghazal
go sab ko baham saaGar o baada to nahii.n thaa
ye shahr udaas itnaa ziyaada to nahii.n thaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
ye KHabar bhii ai asiir-e-jalva-e-sad-rang hai
dil ke aa.iine ko aks-e-laala-o-gul-rang hai