SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-basta"
Sher MATCHES FOR "sar-basta"
Sher
usii ne aag lagaa.ii hai saarii bastii me.n
vahii ye puuchh rahaa hai ki maajraa kyaa hai
Mahendra Partap Chand
Sher
saarii bastii me.n faqat meraa hii ghar hai be-charaaG
tiirgii se aap ko meraa pataa mil jaa.egaa
Baqi Ahmad Puri
Sher
sach kahne kaa aaKHir ye anjaam hu.aa
saarii bastii me.n mai.n hii badnaam hu.aa
Amit Sharma Meet
Sher
sarv ko dekh ke kahtaa hai dil-e-basta-e-zulf
ham giraftaar hai.n is baaG me.n aazaad hai.n sab
Amanat Lakhnavi
Sher
sar-zamiin-e-hind par aqvaam-e-aalam ke 'firaaq'
qaafile baste ga.e hindostaa.n bantaa gayaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
na jaane kaun saa aaseb dil me.n bastaa hai
ki jo bhii Thahraa vo aaKHir makaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Sher
raasta sochte rahne se kidhar bantaa hai
sar me.n saudaa ho to diivaar me.n dar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Sher
sab ko bataa diyaa ki mai.n behad udaas huu.n
itnii sii baat ko bhii KHabar kar diyaa gayaa
Devang Thakur
Sher
Azhar Bakhsh Azhar
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Sher
Azm Bahzad
Sher
kyaa sair ho bataa de ko.ii but-kade kii raah
jaataa huu.n raah ka.abe kii mai.n puuchhtaa hu.aa