SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-basta"
Ghazal MATCHES FOR "sar-basta"
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
ilm o fan ke raaz-e-sar-basta ko vaa kartaa hu.aa
vo mujhe jab bhii milaa hai tarjuma kartaa hu.aa
Umair Manzar
Ghazal
jab muKHaalif miraa raaz-daa.n ho gayaa
raaz-e-sar-basta sab par ayaa.n ho gayaa
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
sar-basta-raaz-haa-e-haqiiqat kii daastaa.n
kahte hai.n vo jo vaaqif-e-asraar bhii nahii.n
Mohammad Moosa
Ghazal
juu.n hii ham dekhe.nge tum aur tabassum hoge
chaah kaa Guncha-e-sar-basta vahii.n vaa hogaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
fitne barpaa hu.e har Guncha-e-sar-basta se
khul gayaa raaz-e-chaman chaak-e-qabaa se pahle
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHaamosh na rah Guncha-e-sar-basta kii suurat
lab khol tuu maahaul ko gul-rez kiye jaa
Sajjad Syed
Ghazal
mujhe qubuul nahii.n aisaa raaz-e-sar-basta
jo chashm-e-aql se poshiida laa-makaa.n me.n hai
Zahid Chaudhry
Ghazal
Hamid Allahabadi
Ghazal
garche aavaara rahe mere fasaane har suu
raaz-e-sar-basta zamaane me.n rahii zaat mirii
Sajida Zaidi
Ghazal
jhurmuT me.n kahkashaa.n ke hai.n sar-basta kyaa rumuuz
ai charKH-e-aKHzarii ke sitaaro javaab do