SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraabo.n"
Sher MATCHES FOR "saraabo.n"
Sher
chalaa thaa mai.n to samundar kii tishnagii le kar
milaa ye kaisaa saraabo.n kaa silsila mujh ko
Urfi Aafaqi
Sher
ham vo sahraa ke musaafir hai.n abhii tak jin kii
pyaas bujhtii hai saraabo.n kii kahaanii sun kar
Bharat Bhushan Pant
Sher
ham aaj kuchh hasiin saraabo.n me.n kho ga.e
aa.nkhe.n khulii.n to jaagte KHvaabo.n me.n kho ga.e
Kaif Ahmed Siddiqui
Sher
jab saraabo.n pe qanaa.at kaa saliiqa aayaa
ret ko haath lagaayaa to vahii.n paanii thii
Muzaffar Hanfi
Sher
ret par jalte hu.e dekh saraabo.n ke charaaG
apne bikhraav me.n vo aur sa.nvar jaataa hai
Hanif Tarin
Sher
Mukhtar Siddiqui
Sher
nikal ke aa to gayaa gahre paaniyo.n se magar
ka.ii tarah ke saraabo.n ne mujh ko gher liyaa
Bismil Sabri
Sher
Bharat Bhushan Pant
Sher
Ehsan Danish
Sher
pyaas ke shahar me.n dariyaa bhii saraabo.n kaa milaa
manzil-e-shauq tarastii rahii paanii ke liye
Mohammad Salim
Sher
ye amal ret ko paanii nahii.n ban.ne detaa
pyaas ko apnii saraabo.n se alag rakhtaa huu.n
Zafar Sahbai
Sher
baad me.n rakhe saraabo.n ke dayaaro.n me.n qadam
pahle vo saa.ns kii sarhad pe to aa kar dekhe
Riyaz Latif
Sher
tai kar liyaa hai mai.n ne saraabo.n bharaa safar
ai dasht ab mujhe miraa in.aam chaahiye
Salim Saleem
Sher
be-karaa.n dasht-e-tasavvur me.n bhaTakne ke nuquush
mauj-dar-mauj saraabo.n se ubharte ho.nge
Riasath Ali Asrar
Sher
taariik saraabo.n kii chakaa-chau.nd me.n gum-sum
thaa saKHt musalmaan mai.n iimaan se pahle
Faisal Fehmi
Sher
Ahmad Faraz
Sher
Adeem Hashmi
Sher
miTTii kii mohabbat me.n ham aashufta-saro.n ne
vo qarz utaare hai.n ki vaajib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Sher
sutuun-e-daar pe rakhte chalo saro.n ke charaaG
jahaa.n talak ye sitam kii siyaah raat chale