SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraabo.n"
Ghazal MATCHES FOR "saraabo.n"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
vo samundar hai to phir ruuh ko shaadaab kare
tishnagii kyuu.n mujhe detaa hai saraabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
us shaKHs ke fareb se vaaqif hai.n ham magar
kuchh apnii pyaas ko hii saraabo.n kaa shauq hai
Charagh Sharma
Ghazal
ik 'umr se jalte hu.e sahraa.o.n me.n gum huu.n
kuchh der Thahar jaa.uu.ngaa daamaan-e-shajar de
Khaleel Tanveer
Ghazal
ham ne Dhuu.nDe.n bhii to Dhuu.nDe.n hai.n sahaare kaise
in saraabo.n pe ko.ii umr guzaare kaise
Javed Akhtar
Ghazal
vo jo pyaase the samundar se bhii pyaase lauTe
un se puuchho ki saraabo.n me.n fusuu.n kitnaa hai
Shahryar
Ghazal
tishnagii had se sivaa aur safar jaarii hai
par saraabo.n se bahal jaa.e.n zaruurii to nahii.n
Zahida Zaidi
Ghazal
kis mu.nh se kahe.n tujh se samundar ke hai.n haqdaar
sairaab saraabo.n se bhii ham ho ga.e hote
Shahryar
Ghazal
ye amal ret ko paanii nahii.n ban.ne detaa
pyaas ko apnii saraabo.n se alag rakhtaa huu.n
Zafar Sahbai
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
band aa.nkho.n ne saraabo.n se bachaayaa hai mujhe
aa.nkh vaalaa ho to is khel me.n andhaa ho jaa.e
Shariq Kaifi
Ghazal
ham ko khii.nche liye jaate hai.n saraabo.n ke bha.nvar
jaane kis vaqt me.n ham log chale the ghar se
Zahida Zaidi
Ghazal
ham vo sahraa ke musaafir hai.n abhii tak jin kii
pyaas bujhtii hai saraabo.n kii kahaanii sun kar
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
baarishe.n hotii rahe.n 'naasir' samundar kii taraf
regzaaro.n me.n saraabo.n kii thakan baaqii rahii
Naseer Ahmad Nasir
Ghazal
kis qadar us ko saraabo.n ne sataayaa hogaa
duur hii se jo samajhtaa rahaa chashma mujh ko