SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarokaar"
Sher MATCHES FOR "sarokaar"
Sher
aa.iina kabhii qaabil-e-diidaar na hove
gar KHaak ke saath us ko sarokaar na hove
Ishq Aurangabadi
Sher
Hafeez Hoshiarpuri
Sher
rakhtaa nahii.n hai dasht sarokaar aab se
bahlaa.e jaate hai.n yahaa.n pyaase saraab se
Ghulam Murtaza Rahi
Sher
naadaa.n se ek umr rahaa mujh ko rabt-e-ishq
daanaa se ab pa.Daa hai sarokaar dekhnaa
Mah Laqa Chanda
Sher
ho na dushman ko mohabbat se sarokaar kabhii
ko.ii duniyaa me.n kisii ko na kare pyaar kabhii
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
mujh ko aur yaar ko dono.n se sarokaar nahii.n
kufr kaafir ko musalmaa.n ko hai islaam pasand
Unknown
Sher
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
aarzuu hasrat aur ummiid shikaayat aa.nsuu
ik tiraa zikr thaa aur biich me.n kyaa kyaa niklaa
Sarwar Alam Raz
Sher
sune jaate na the tum se mire din raat ke shikve
kafan sarkaa.o merii be-zabaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Sher
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
kaam ab ko.ii na aa.egaa bas ik dil ke sivaa
raaste band hai.n sab kuucha-e-qaatil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Sher
jazba-e-ishq salaamat hai to inshaa-allaah
kachche dhaage se chale aa.e.nge sarkaar ba.ndhe
Insha Allah Khan Insha
Sher
inqalaab aa.egaa raftaar se maayuus na ho
bahut aahista nahii.n hai jo bahut tez nahii.n
Ali Sardar Jafri
Sher
Ali Sardar Jafri
Sher
Ali Sardar Jafri
Sher
Athar Nafees
Sher
daaman jhaTak ke vaadii-e-Gam se guzar gayaa
uTh uTh ke dekhtii rahii gard-e-safar mujhe