SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaayaan-e-shaan"
Sher MATCHES FOR "shaayaan-e-shaan"
Sher
Abdul Hai Aarfi
Sher
mai.n dekhtaa huu.n faraaz-e-junuu.n se duniyaa ko
ki sahal bhii nahii.n shaayaan-e-aarzuu honaa
Syed Amin Ashraf
Sher
ataa-e-shaan-e-kariimii 'ajiib hotii hai
kinaaraa KHud hii tah-e-aab se nikal aayaa
Shehzad Anjum Burhani
Sher
puuchhaa jo shabaab-e-basharii chashm-e-fanaa se
palko.n ne sadaa dii ki bharosaa nahii.n pal kaa
Shad Lakhnavi
Sher
nishaan-e-'miir' hai ham se jo ham miTe ai 'shaad'
ye jaan reKHta-go.ii ga.ii zamaane se
Shad Lakhnavi
Sher
aa.nkho.n se tujh ko yaad mai.n kartaa huu.n roz-o-shab
be-diid mujh se kis liye begaana ho gayaa
Shah Naseer
Sher
ko.ii ye shaiKH se puuchhe ki band kar aa.nkhe.n
muraaqabe me.n bataa sub.h-o-shaam kyaa dekhaa
Shah Naseer
Sher
Shaz Tamkanat
Sher
tire hii naam kii simran hai mujh ko aur tasbiih
tuu hii hai vird har ik sub.h-o-shaam aashiq kaa
Shah Naseer
Sher
Kaami Shah
Sher
shah dil ko mil ga.ii hai phir un kii nigaah se
phir shauq Dhuu.nDhtaa hai dil-o-jaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Sher
duud-e-aah-e-jigarii kaam na aayaa yaaro
varna ruu-e-shab-e-hijr aur bhii kaalaa kartaa
Shah Naseer
Sher
mat puuchh vaardaat-e-shab-e-hijr ai 'nasiir'
mai.n kyaa kahuu.n jo kaar-e-numaayaan-e-naala thaa
Shah Naseer
Sher
siskiyaa.n bhar ke 'sharar' kaun vahaa.n rotaa thaa
KHema-e-KHvaab sar-e-shaam jahaa.n par TuuTaa
Kaleem Haider Sharar
Sher
mai.n adh-maraa gulaab sar-e-shaaKH-e-niim-jaa.n
haatho.n se tuu ne mujh ko sa.nvaaraa to mai.n gayaa
Ashfaq Shaheen
Sher
kaar-e-zindagaanii ke shor-o-shar me.n muddat se
us ko bhuul jaane kaa ehtimaal rahtaa hai