SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaayaan-e-shaan"
Nazm MATCHES FOR "shaayaan-e-shaan"
Nazm
bhaarat
KHuun se kar ga.e shahiid-e-vatan
naam shaayaan-e-shaan bhaarat kaa
Faisal Qadri Gunnauri
Nazm
aahang-e-nau
phuu.nk do in ko jhulas do ki jilaa do in ko
shaan-e-shaayaan-e-vatan ho ye bataa do in ko
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shahr-e-arzu
na.ii hayaat na.ii sub.h-o-shaam milte hai.n
udaas udaas hai.n raate.n udaas udaas hai.n din
Hameed Almas
Nazm
zindagi
jis zindagii me.n josh-e-KHudii kaa na ho KHayaal
vo zindagii nahii.n kabhii shaayaan-e-zindagii
Amjad Najmi
Nazm
chhabbis january
hai bas-ki sarfaroshii shaayaan-e-daad un kii
bhaarat kii is KHushii me.n shaamil hai yaad un kii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
KHak-e-hind
terii jabii.n se nuur-e-husn-e-azal 'ayaa.n hai
allah re zeb-o-ziinat kyaa auj-e-‘izz-o-shaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHak-e-hind
tere jabii.n se nuur-e-husn-e-azal ayaa.n hai
allaah-re zeb-o-ziinat kyaa auj-e-izz-o-shaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
lazzat-e-irfan
ki hai insaa.n tilism-e-shaan-e-KHudaa
qadr apnii na is ne pahchaanii
Ze Khe Sheen
Nazm
mah-o-sal
niyaaz-e-KHvaajgii o shaan-e-sarvarii kyaa hai
shi.aar-e-mushfiqii o tarz-e-dilbarii kyaa hai
Mustafa Zaidi
Nazm
aql-o-dil
huu.n mufassir kitaab-e-hastii kii
maz.har-e-shaan-e-kibriyaa huu.n mai.n
Allama Iqbal
Nazm
gharibon ki duniya
har ik azmat-o-shaan-o-shaukat se KHaalii
ye duniyaa hai nuur-e-masarrat se KHaalii
Noor Ludhiyanwi
Nazm
pesh-ahang
junuun-e-shauq ke dam se hai izz-o-shaan-e-hayaat
yahii hai ruuh-e-mohabbat yahii hai jaan-e-hayaat
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
payam-e-hasti
agar terii tamanna hai ki shaayaan-e-KHilaafat ho
to shauq-e-bandagii-e-vaahid-e-qahhaar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
o aasman wale
paamaal-e-faqr-o-zillat hai.n izz-o-shaan vaale
said-e-Gam-o-alam hai.n tiir-o-kamaan vaale