SEARCH RESULTS
Showing search results for "siskiyo.n"
Sher MATCHES FOR "siskiyo.n"
Sher
udaas aa.nkho.n se aa.nsuu nahii.n nikalte hai.n
ye motiyo.n kii tarah siipiyo.n me.n palte hai.n
Bashir Badr
Sher
ga.e zamaane kii chaap jin ko samajh rahe ho
vo aane vaale udaas lamho.n kii siskiyaa.n hai.n
Aanis Moin
Sher
chaman se kaun chalaa hai KHamoshiyaa.n le kar
kalii kalii ta.Dap uTThii hai siskiyaa.n le kar
Unknown
Sher
hai.n qahqahe kisii ke kisii kii hai.n siskiyaa.n
shaamil rahaa KHushii me.n kisii bebasii kaa shor
Sajjad Shamsi
Sher
Saqi Faruqi
Sher
sun ke har samt siskiyaa.n mai.n ne
jaane kyo.n kar lii.n duuriyaa.n mai.n ne
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
mire KHvaabo.n kii chiknii sii.Dhiyo.n par
na jaane kis kaa but TuuTaa pa.Daa hai
Abdul Hafiz Naeemi
Sher
siskiyaa.n bhar ke 'sharar' kaun vahaa.n rotaa thaa
KHema-e-KHvaab sar-e-shaam jahaa.n par TuuTaa
Kaleem Haider Sharar
Sher
sun ke har samt siskiyaa.n mai.n ne
jaane kyo.n kar lii.n duuriyaa.n mai.n ne