SEARCH RESULTS
Showing search results for "siskiyo.n"
Ghazal MATCHES FOR "siskiyo.n"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
abhii abhii mirii aa.nkho.n ne kho diyaa us ko
vo dard ban ke mirii siskiyo.n me.n thaa ab tak
Shakeel Azmi
Ghazal
siskiyo.n ne chaar sau dekhaa ko.ii Dhaaras na thii
ek tanhaa.ii thii us kii god me.n sar rakh liyaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Gautam Rajrishi
Ghazal
siskiyo.n hichkiyo.n aaho.n kii faraavaanii me.n
uljhane.n kitnii hai.n is ishq kii aasaanii me.n
Aamir Suhail
Ghazal
Afroz Alam
Ghazal
ye raushnaa.ii jo phailii hai tere ashko.n se
ye siskiyo.n kii sadaa.e.n sunaane lagtii hai
Tariq Qamar
Ghazal
hame.n ye taakiid kii ga.ii hai ki ha.nste rahiye
so qahqaha siskiyo.n se aage nikal chukaa hai
Jaani Lakhnavi
Ghazal
mere KHushk ho.nTo.n par qahqahe to hai.n lekin
merii ruuh ke andar siskiyo.n kaa mausam hai
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
tuu apnii siskiyo.n ko dabaa apne ashk po.nchh
ai dost chho.D de tuu mujhe mere haal par
Jafar Baluch
Ghazal
siskiyo.n me.n saath de saktaa hai ronaa ho jise
qahqaha us ke liye jo muskuraa saktaa nahii.n
Shariq Kaifi
Ghazal
qadam qadam pe hai raqsaa.n udaasiyo.n kaa jhunD
nafas nafas me.n utartaa hai siskiyo.n kaa jhunD
Ghausiya Khan Sabeen
Ghazal
liye haatho.n me.n tanhaa.ii kaa parcham
udaasii siskiyo.n se la.D rahii hai
Noorul Hasan Noor
Ghazal
mujh ko do chaar gha.Dii aur bhii jiine diije
siskiyo.n kii abhii zaKHmo.n me.n sanak baaqii hai